Skip to main content

Privacy policy


Comments

Popular posts from this blog

3 Amazing Internet Tricks That Will Make You Pro (3 Internet Tricks Jo Aapko Internet Pro Bana Sakte hein)

Hello Guys, Welcome To our Blog Aaj ke blog me hum baat karenge kuch amazing Internet Tricks ke baare mein Jisse aap jaankar pro(Internet God) ban jayenge :) 1. Apna Online video stream account (Prime account) ko Bina Password ke share karna . Iske liye sabse pahle aapko apne browser me ek extension add karna hoga jiska name ShareAccount hai aur same extension aapko apne friend/relative ke browser me bhi add karna hoga . Extension add ho jane ke baad aapko apne prime account me login karna hoga aur ShareAccount pe click karna hoga jo ki aapko browser ke top right side me mil jayega. Click Karte hi aapko share account ka option select karna hoga  Select karte hi aapko Recipient code ko enter karna hai jo ki aapko apne friend/relative se milega Iske liye unhe apne ShareAccount extension pe click karna hai usme unhe option milega Receive account ka option milega jise click karne pe code generate ho jayega. Fir us code ko unhe aapke paas send karna hai fir aap us code k

How to download any software for free(Crack Version)

Hello Guys, Welcome to my blog.  Is post hm baat karenge ki kisi bhi software ka crack version kaise download  krenge ?  Sabse pahle aapko thepiratebay.org search krna hoga aur agar ye website open ni hota hai to mtlb  ye website aapke country me ban hai. Click Here to Go this link So, Iske liye aapko sabse pahle apne pc ke browser me vpn extension add karna hoga or enable krna hoga. Aapko VPN ka use tabhi karna hai jab koi bhi website open na hokar ye message show kare-->(This site can't be reached) Ye isliye kyuki kisi bhi ban website ko VPN ke through kahi se bhi accsess kar sakte hai. Ab VPN add aur eanble karne ke baad agar ye website open nahi hoti to aapko kisi aur server pe try karna hoga. PirateBay website open ho jane ke baad aapko exactly software ka wahi name or version type krna hoga jo  aapko chahiye warna wo website ko lagega ki ye koi aur software hai Because ye google jitna advanced nahi hai. Uske Baad aapko us software se re

Easily Remote Control your Computer from Anywhere in the World? TeamViewer is the Answer!

What is TeamViewer? Teamviewer ek aisa software hai jisse aap duniya ke kisi bhi jagah baithkar apna PC ya laptop remotely access kar sakte hai. Jaise aap apne office me hai aur aapka koi zaroori file aapke ghar ke PC me reh gaya hai ya fir aapke friend ya relative ke PC me koi problem aa rhi ho to aap is software ke through apne PC se Dusre PC ko remotly accsess karke wo problem door kar sakte hai isme aap dusre PC ka pura screen dekh payenge .  Yeh ek free software or application hai jiska link is post me mil jayega. Click Here To Download TeamViewer Is software ko use karke aap kahi bhi baithe apne mobile phone se ya kisi dusre PC se apne PC ka saara data access kar sakte hai. aap teamviewer ka use apne desktop ya laptop se kahi door baithe tab tak kar sakte hai jab tak aap aur jis device se app connect hai wo dono internet se connect ho.                               How To Install Teamviewer Sabse pahle aapko teamviewer ka official website open karna hoga.