Hello Guys, Welcome to my blog. Is post hm baat karenge ki kisi bhi software ka crack version kaise download krenge ? Sabse pahle aapko thepiratebay.org search krna hoga aur agar ye website open ni hota hai to mtlb ye website aapke country me ban hai. Click Here to Go this link So, Iske liye aapko sabse pahle apne pc ke browser me vpn extension add karna hoga or enable krna hoga. Aapko VPN ka use tabhi karna hai jab koi bhi website open na hokar ye message show kare-->(This site can't be reached) Ye isliye kyuki kisi bhi ban website ko VPN ke through kahi se bhi accsess kar sakte hai. Ab VPN add aur eanble karne ke baad agar ye website open nahi hoti to aapko kisi aur server pe try karna hoga. PirateBay website open ho jane ke baad aapko exactly software ka wahi name or version type krna hoga jo aapko chahiye warna wo website ko lagega ki ye koi aur software hai Because ye google jitna advanced nahi hai. Uske Baad aap...
Tech, PC tips & trick And Hack Tutorials In Hindi
Comments
Post a Comment