Skip to main content

3 Amazing Internet Tricks That Will Make You Pro (3 Internet Tricks Jo Aapko Internet Pro Bana Sakte hein)

Hello Guys,
Welcome To our Blog

Aaj ke blog me hum baat karenge kuch amazing Internet Tricks ke baare mein Jisse aap jaankar pro(Internet God) ban jayenge :)

1. Apna Online video stream account (Prime account) ko Bina Password ke share karna .




Iske liye sabse pahle aapko apne browser me ek extension add karna hoga jiska name ShareAccount hai aur same extension aapko apne friend/relative ke browser me bhi add karna hoga .

Extension add ho jane ke baad aapko apne prime account me login karna hoga aur ShareAccount pe click karna hoga jo ki aapko browser ke top right side me mil jayega.
Click Karte hi aapko share account ka option select karna hoga  Select karte hi aapko Recipient code ko enter karna hai jo ki aapko apne friend/relative se milega Iske liye unhe apne ShareAccount extension pe click karna hai usme unhe option milega Receive account ka option milega jise click karne pe code generate ho jayega.

Fir us code ko unhe aapke paas send karna hai fir aap us code ko recipient code me enter karenge aur time bhi enter karenge  (jaise 1 Hour or 2 Hour) fir share button par click karna hoga.

Button par click karne ke baad ek code generate hoga jise aapko apne frind/relative ko send karna hoga aur ve us code ko Share result section me enter karenge aur recieve button par click karte hi aapke frinds aapka account access kar lenge wo bhi bina pasword jane.       :)


2. Bina VPN ke Blocked website ko Open karein .


Dosto kabhi kabhi aapke saath aisa hota hai ki aapko koi blocked website ko turant open karna hota aur aap VPN na hone ki wajah se open nahi kar paate hai so main aapko batana chahunga ki aap kisi bhi blocked website ko google translate ke madad se open kar sakte hai.

Iske liye aapko google translate open karna hai fir aapko left section me us website ko type karna hai type hote hi right side me aapko us website ka URL mil jayga jispe aapko click karna hoga aur aap us web page par pahunch jayenge.







Aap us website ko kisi bhi tarah accsess kar sakte hai bina kisi connection error ke.

Aap bas iske jariye kuch bhi download nahi kar sakte ye sirf online purpose ke liye hai .


3. Kisi ke automatic filled password ko kaise dekhe ? (In PC)


Guys aapne dekha hoga jaise aap kabhi facebook login karte ho to pahle se saved username aur password ka option show karta hai jise one click karne par vo fill ho jaata hai so isme hum username ko to dekh sakte hai lekin password kuch dot type ka show karta hai.

Us Dot password ko simple text me dekhne ke liye aapko us total dots ko select karna hai or right click karna hai right click karte hi aapko inspect ke option ko click karna hai.

Inspect option ko click karte hi aapko ek highlighted code dikhega.



 (Kuch is tarah ka )



Is code me aapko input type=''password" dikh raha hoga jisme aapko "password" ki jagah "text" likh

dena hai aur enter kar dena hai ( type=''text" ).





Enter karte hi dotted password simple text ke form me visible ho jayega .


Thank You Guys for giving your valuable time...!!😇
Please share this post 👍

:)

Comments

Popular posts from this blog

How to download any software for free(Crack Version)

Hello Guys, Welcome to my blog.  Is post hm baat karenge ki kisi bhi software ka crack version kaise download  krenge ?  Sabse pahle aapko thepiratebay.org search krna hoga aur agar ye website open ni hota hai to mtlb  ye website aapke country me ban hai. Click Here to Go this link So, Iske liye aapko sabse pahle apne pc ke browser me vpn extension add karna hoga or enable krna hoga. Aapko VPN ka use tabhi karna hai jab koi bhi website open na hokar ye message show kare-->(This site can't be reached) Ye isliye kyuki kisi bhi ban website ko VPN ke through kahi se bhi accsess kar sakte hai. Ab VPN add aur eanble karne ke baad agar ye website open nahi hoti to aapko kisi aur server pe try karna hoga. PirateBay website open ho jane ke baad aapko exactly software ka wahi name or version type krna hoga jo  aapko chahiye warna wo website ko lagega ki ye koi aur software hai Because ye google jitna advanced nahi hai. Uske Baad aapko us software se re

Easily Remote Control your Computer from Anywhere in the World? TeamViewer is the Answer!

What is TeamViewer? Teamviewer ek aisa software hai jisse aap duniya ke kisi bhi jagah baithkar apna PC ya laptop remotely access kar sakte hai. Jaise aap apne office me hai aur aapka koi zaroori file aapke ghar ke PC me reh gaya hai ya fir aapke friend ya relative ke PC me koi problem aa rhi ho to aap is software ke through apne PC se Dusre PC ko remotly accsess karke wo problem door kar sakte hai isme aap dusre PC ka pura screen dekh payenge .  Yeh ek free software or application hai jiska link is post me mil jayega. Click Here To Download TeamViewer Is software ko use karke aap kahi bhi baithe apne mobile phone se ya kisi dusre PC se apne PC ka saara data access kar sakte hai. aap teamviewer ka use apne desktop ya laptop se kahi door baithe tab tak kar sakte hai jab tak aap aur jis device se app connect hai wo dono internet se connect ho.                               How To Install Teamviewer Sabse pahle aapko teamviewer ka official website open karna hoga.